Monday 21 March 2016

urdu poems Wo bhi kya log thay asaan thi rahain jinki band ankhain kiye ek simat chalay jaate thay

poetry urdu Mohabbat daikh li mai ne zamane bhar ke logon ki jahan kuch daam zyada hoon wahan insaan bikte hain

Aaj tukra gaya tha mai khudse aaj mai be hisaab toota hoon

Bhool jayen to jee nahi lagta yaad atay ho to dam nikalta hai

Har raat rote howe so jaate hain ghum ki chaadar aurr kar kya mohabbat itna barra gunah hai ke uski saza khatam he nahi hoti

Har shaam charaghon ki tarah jalti hain ankhain kya koi chala jaaye to yun hota hai mohsin

Hum mohabbat mai mubtala ho kar khud ko mushkil mai daal baithay hain

Humain to kab se patta hai ke tu bewafa hai tujhe chaha is liye ke shaid teri fitrat badal jaaye

Humne kab manga hai tumse mohabbat ka sila bas kabhi raste mai milon to joos pila diya karo

Itna na yaad aya karo ke raat bhar so na sake subah ko surkh ankhoon ka sabab pochte hain loog

Jis taraf bhi dekhon tera he aks muyasar hai ankhon ko ya har koi tum jaisa hai ya sara zamana tumho

Kabhi milay fursat to itna zaroor batana faraz wo konsi mohabbat thi jo hum tumhe na de sakay

Kisi aur ko mere haal se na gharaz hai na koi wasta mai bikhar gaya hoon samait lo mai bigarr gaya hoon sanwaar do

Mai tujhko panay ki hasrat mai kab tak zilat uthata rahon koi aisa de mujh ko dhoka meri aas toot jaye

Padne lagi hai tumpe zamanay ki ab nazar jalne lage hain log ab mere intikhaab se

Phir uski yaad mai dil beqarar hai nasir bicharr ke jis se howi shehar shahar ruswayi

Shehar ke chorahe par aina lekar mat jana apni surat daikh kar tujh ko har koi pathar marega

Tajruba aik he ibrat ke liye kaafi tha mai ne dekha he nahi ishq dobara kar ke

Toda kuch is ada se taluq usne ghalib ke saari umar hum apna qasoor dhondte rahe

Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumhe meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Ye dar parda raqeebon se gilay shikwe nahi ache tumhe jo bhi shikayat thi humare robaro karte

Ye mohabbat ka bandhan bhi kitna ajeeb hota hai mil jaaye to batain lambi bicharr jaaye to ratain lambi

Yun baat bat pe muskorate ho kyun baar bar jaan lene ke tareeqe aur bhi hain hazar

No comments:

Post a Comment