Monday 21 March 2016

poetry in urdu Najane kya chupa tha uski nigah-e-ulfat mai na chahte howe bhi us say azhar-e-dil lagi kar bethay

urdu poetry sms Aik humain awara kehna koi bada ilzaam nahi dunya wale dil walon ko aur bohut kuch kehte hain

Aansowon ki zamanat bhi jahan kaam na aayi wo shakhs lafzoon ka yaqeen khaak karega

Ab to shaid he mujh se mohabbat kare koi meri ankhoon mai tum saaf nazar atay ho

Bewafa waqat tha tum thay ya muqadar mera baat itni hai ke anjaam judia nikla

Dil ki rag rag nachorr leta hai ishq mai ye badi musibat hai

Iske pyaar sodagari badi ajeeb thi wo dil to khareed raha tha magar aansowon ke daam par

Jis chaand ke itne ho chahne walay wo kya samjhega aik sitaray ki kami ko

Juda ho kar bhi dono jee rahe hain aik mudat se kabhi dono he kehte thay ke aisa ho nahi sakta

Kisi ki zakham ka marham kisi ki ghum ka ilaaj logon ne baant rakha hai mujhe dawa ki tarah

Meri zaat itni wasee nahi ke is mai ulajh sakon bas log he kuch aise milay ke zindagi ulaajh gayi

Qismat ki lakeeron par aitibaar karna chod diya jab insaan badal sakte hain to ye lakeerain kyun nahi

Suna hai tum mujhe bhool chukay ho aur kuch nahi bas himat ki daad dete hain

Suno humdam bohut si digreyaan le kar hunar pe dastaras paa kar nisaab chahat dil ke

Teri jeet se hai khushi tujhko mere paas yahi jawab meri haar ka tha

Tum pochti thi na kitna pyaar hai tumse lo ab gin lu bondain barish ki

Tumhare saath chalte hain hazaron chahne walay mere hone na honay se tumhe kya faraq padta hai

Uthne do aaj pardon ko zara hum bhi to dekhey konsa chaand chupa hai is niqaab ke peche

Wo kar rehe thay apni wafaon ka tazkara dekha humain to baad ka pehlo badal gaye

Ye gham nahi ke wo mujh se wafa nahi karta sitam to ye hai ke kehta hai jaa nahi karta

No comments:

Post a Comment