![]() |
| allama iqbal poetry Wo tere naseeb ki barishain kisi aur chat pe baras gayi dil-e-bekhabar meri baat sun usay bhool ja |
![]() |
| urdu shayari Kon kehta hai ke mit jaati hai dori se mohabbat milne walay to khayalon mai bhi mila karte hain |
![]() |
| Ab kis ka aitibaar karon is dunya mai ansoo he apni ankh ka jab apna na howa |
![]() |
| Bheeg jati hain jo palkain kabhi tanhai mai kanp uthta hoon mera dard koi jaan na le |
![]() |
| Dard sehne ki is qadar adat ho gayi hai ka ab dard na milay to dard sa hota hai |
![]() |
| Dil mai anay ka rasta to hai janay ka nahi isi liye jab koi jata hai to dil torr ke jata hai |
![]() |
| Hum bhi mojood thay taqdeer ke darwazay par logo ne dolat ki tamana ki humne tumhe maang liya |
![]() |
| Hum charaghon ko to tareeqi se larrna hai faraz gul howe par subah ke asaar ban jayenge hum |
![]() |
| Jis tanha se paid ke neeche hum barish mai bheege thay tum bhi usko choke guzarna mai bhi us say liptonga |
![]() |
| Juda howe hain bohut log aik tum bhi sahi ab itni baat pe kya zindagi haraam karain |
![]() |
| Kehta tha ke to na mila to mar jaonga mohsin wo aaj bhi zinda hai yahi baat kisi aur ko kehne ke liye |
![]() |
| Kitna acha lagta hai jab kisi se mohabbat ki ibtida karna dard to tab hota hai jab koi apna |
![]() |
| Mohabbat mai jhukna koi ajeeb baat nahi chamakta suraj bhi to dhal jata hai chaand ki khatir |
![]() |
| Mujh se kehta hai kabhi dil ma malal atay hain kaise kaisay mere dushman ko sawal atay hain |
![]() |
| Mujhe chodne ka faisla to roz karta hai wo shakhs magar iska bas nahi chalta meri wafa ke saath |
![]() |
| Pochta hai jab koi ke dunya mai mohabbat hai kahan muskora deta hoon mai aur yaad ajati hai maa |
![]() |
| Taluq baad mai tabdeel ho kar jo bhi reh jayen mohabbat mai wo pehla muskorana yaad rehta hai |
![]() |
| Tumhari deed ko meri tarasti reh gayi ankhain shab-e-hijraan na chain aya na neend ayi na tum aaye |
![]() |
| Us shakhs se faqat itna sa taluq hai faraz wo pareshaan ho to humain neend nahi aati |
![]() |
| Wo to paani ke qatre hain jo ankhoon se beh jaate hain anso to wo hote hain jo dard banke ankhoon mai he reh jate hain |

























No comments:
Post a Comment