Saturday 12 March 2016

Ab to qismat he mila de to mila day warna hum to bicharr gaye hain tofaan mai parindon ki tarah

Ab yadoon ke kante is dil mai chubhte hain na ye dard tehrta hai na ye ansoo rukte hain

Dil gumrah ko a kaash ye malom ho jata mohabbat dilchasp hai tab tak jab tak ho nahi jaati

Dil ki faryaad kaise sunao dar lagta hai mujhe koshish usay paane ki hai jisay dekhne tak ki ijazat nahi

Dil to karta hai rooh ki jagga tum hote mere jism mai jab tum juda hotay to hum mar he jaate

Ek lamhe mai ik manzaar guzar jata hai jab koi apna begana nazar ata hai yun to awaz aati hai

Ek tere siwa hum kisi aur ke kaise ho sakte hain to khud he soch ke bata tere jaisa koi aur hai kya

Hamara ishq karne ka andaaz kuch ajeeb hai tum insaan daikh kar mohabbat karte ho hum muhabbat karke insaan dekhte hain

Koi misaal zamane mai aisi dekhi hai mai jee raha hoon magar dil ne khudkushi karli

Kuch yun howa haal-e-dil lagi mai chot khaa kar wafain fitrat mai reh gayi aur mohabbat se wasta na raha

Likhna to tha khush hoon tere baghair bhi aansoo magar qalam se pehle he gir parre

Loat atay aik pal mai tere paas tere labon ne mera naam to liya hota

Meri zaat mai ek aisa shakhs hai wo meri pori zindagi hai aur mai uska ek lamha bhi nahi

new poetry in urdu khwaab bhi shaid kaanch se kamzor hote hain har roz toot jaate hain faqat ankh ke khulne se

poetry in urdu sad ek mudat guzar gayi lekin dil ka mosam nahi badla na teri soch ne rehayi di na mai teri yaad se nikla

Sansain muntazir hain tujhe mehsoos karne ko fizza mai khushbo se bikhar jao kuch qarar aa jaaye

Tumhe kya sunaon a dil ruba tere samne mera haal hai teri ek nazar ki to baat thi meri zindagi ka sawal hai

No comments:

Post a Comment