![]() |
| sad urdu ghazals Mohabbat jisko hasil ho muqadar ka sikandar wo mohabbat rab ki janib se haseen soghaat hoti hai |
![]() |
| new urdu poetry A raat tum to aghosh-e-mohabbat mai so jaya karo humari to aadat hai sitaron ki rakhwaali karna |
![]() |
| Ab to hasrat nahi rahi kisi se wafa paane ki dil is qadar toota hai ke ab tanhai achi lagti hai |
![]() |
| Ahuri batain jo kar gaye ho mere he dil mai utar gaye ho tumhe to ho jo humare dil ki hadoon ko |
![]() |
| Aik din le kar rahonga jaan teri ishq roz deta dhamkiyaan mujhe |
![]() |
| Dekhay hain humne hungame mohabbat ke aghaaz bhi ruswayi anjaam be ruswaai |
| Dil bohut he pareshaan hai kabhi milne ko ajaiye kab samjhta hai nadaan hai kabhi milnay aa jaayie |
![]() |
| Dil mai mataam ankh mai aansoo karwaton par zoor raat ko teri yaad ne intiha kar di |
![]() |
| Firdos-e-janat mai laakh horoon ka tasawar sahi mai ek shakhs ke ishq se niklon to wahan tak sochon |
![]() |
| Hum qismat ki lakeeron se tumko chura lete ek baar mere hone ka daava to kiya hota |
![]() |
| Humne soch rakha hai chahe dil ki har khwaish zindagi ki ankhon se ashk ban ke beh jaaye ghar ki saari dewarain |
![]() |
| Ishq ka samandar bhi kya khoob samandar jo doob gaya wo aashiq jo bach gaya wo dewaana |
![]() |
| Jo zara kisi ne cherra to chalak padenge aansoo koi mujhse yun na poche tera dil udaas kyun hai |
![]() |
| Jo zara kisi ne cherra to chalak padenge aansoo koi mujhse yun na poche tera dil udaas kyun hai |
![]() |
| Kuch khaas nahi bas itni si hai dastaan-e-mohabbat meri har raat ka akhiri khayal har subah ki pehli soch ho tum |
![]() |
| Likhna mere mazaar ke katbe pe ye haroof marhoom zindagi ki hirasat mai mar gaya |
![]() |
| Mai ne samadar se seekha hai jeene ka saleeqa chup chaap se behna apni moaj mai rehna |
![]() |
| Mai sab qadrain luta deti wo aitibaar karta to haan mai sub kuch ganwa deti gar wo pyaar karta to |
![]() |
| Malom bhi hai ke ye mumkin he nahi magar ek aas si rehti hai ke tum yaad karogay |
![]() |
| Manzilon ka gham karne se manzilain nahi milti hosle bhi toot jaate hain aksar udaas rehne se |



















No comments:
Post a Comment