Sunday 20 March 2016

poems in urdu Mere wajood ka hissa bun chukay ho tum ab tumhe khud se alag sochon to ajeeb lagta hai

urdu ghazals Teri yaad bohut ab anay lagi hai ek jaan hai ab wo janay lagi hy tanha tanha ab rehne laga hoon

Aisa khamoshi ka alaam ho jaayega humare baad ke ho kar udaas parinday bhi tera shehar chod jayenge

Baat hai ishq ki to phir behas na kar azeez maan pore wajood se usay chod de ya qabool kar

Bewafai to rasm-e-dunya hai ghalib aap ne bhula ke konsa ehsaan kar diya

Chalo phir dhoond lete hain usi nadaan bachpan ko unhe masoom khushyun ko unhi ramgeem lamho ko

Daro dewaar pe hasrat si barasti hai janay kis dais gaye pyaar nibhaane walay

Dil ko aadat si ho gayi hai toot janay ki ab kahan khuaf raha hy kisi ke inkar ka

Door jakay bhi mere rooh mai mujood na reh to kabhi apni judai bhi to sehne de mujhe

Hum bhi pholon ki tarah aksar tanha he rehte hain Kabhi khud se toot jaate hain to kabhi koi

Kabhi khamosh betoge kabhi kuch gungonaoge mai itna yaad aongi mujhe jitna bhulaogay

Kis ko ehsaas meri shidat-e-jazbaat ka hai meri halat meri wehshat ki khabar kisko hy

Mai qabil-e-nafrat hoon to chorr de mujko wasi tu mujse yun dikhway ki mohabbat na kiya kar

Mamool ban chuka hai mera raton ko jaagna neendain mere wajood ki ek shakhs le gaya

Meri raton ki rahat din ka itminaan le jana tumhare kaam ajayega ye samaan layjana

Neend se kya shikwa karon jo aati he nahi faraz qasoor to us chehre ka hai jo sone nahi deta

So 100 Umeedain bandhti hai ek aik nigah pe humain na aise pyar se dekha kare koi

Uski mohabbat bhi karaye ke ghar ki tarah thi jitna bhi sajaya magar apna na howa

Wohi howa na tera dil bhar gaya mujse mai ne kaha bhi tha ye mohabbat nahi jo tum karte ho

Zakham kitne teri chahat se mile hain mujko sochta hoon ke kahon tujse magar janay de

No comments:

Post a Comment