![]() |
| sad poetry in urdu Wo saath tha to maano jannat thi zindagi ab to har saans zinda rehne ki waja pochti hai |
![]() |
| love poetry in urdu Suno ek kaam hai tumse mera wo kam tum kardo jo seene mai dhadkta hai mujhe wo dil na do lekin |
![]() |
| Agar saza de he chuke ho to haal na pochna hum agar be gunah nikle to tumhe afsoos hoga |
![]() |
| Apni apni khwaishon ke aks mai dekha gaya aik ladki ko yahan kis kis tarah socha gaya |
![]() |
| Hamesha he nahi rehte sabhi chehre niqaabon mai har aik kirdaar khulta hai kahani khatam hone par |
![]() |
| Is liye humne tumhe chaand se tashbeeh na di is pe hum khaak nasheeno ne qadam rakhay hain |
![]() |
| Ishq khuafnaak churrail ka roop dhaar kar aksaar kha jaata hai jawaan logon ko |
![]() |
| Kab ka chod diya humne logon ke peeche chalna jis se itni mohabbat ki usne unta gira howa samjha |
![]() |
| Kahin gharoor mai dooba husan hai kahin zor par wafa hai khud ki khabar nahi bas sub ke liye dosra bewafa hy |
![]() |
| Kal tokde parray thay ek tasweer ke rah mai lagta hai koi dewana samjdar ho gaya |
![]() |
| Khwaab kaise baseenge ankhoon mai apni ankhain he nooch leen mai ne koi rah-e-faraar sojhi nahi |
![]() |
| Mohabbat ki saza be misaal di usne udaas rehnay ki aadat daal di us nay |
![]() |
| Mujhe manziloon se azeez hain teri rahguzar ki musafatain ke likhi hain mere naseeb mai abi umar bhar |
![]() |
| Mujhko hain kaam aur bhi kuch to karo khayal mera atay ho jab khayal mai jatay nahi khayal se |
![]() |
| Na janay kyun magar is dunya ke jhotay log wafaiyen kar nahi sakte waday hazaar karte hain |
![]() |
| Ro roke sunaya tha jinko apna haal-e-dil hans hanskar meri wafa ki toheen kar gaya |
![]() |
| Rukh se hatta ke zulfain ankhain utha ke bolay dekho humaray jalway ab karo zara shairi |
![]() |
| Suno itne bhi pyaare nahi ho tum bas meri chahat ne tumhe sar pe chada rakha hai |
![]() |
| Taqdeer ne falak ne mohabbat ne ishq ne jis ne bhi chaha mera tamasha bana diya |
![]() |
| Wo aksar mujse kehti thi na tanha chod kar jana wafa hai zaat-e-aurat ki na ye dil torr kar jaana |




















No comments:
Post a Comment