Sunday 20 March 2016

sad urdu poetry Bekaar khayalon se lipat kar nahi dekha jo kuch bhi howa humne palat kar nahi daikha

shayari in urdu Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur samjha tha usay hansnay ki aadat thi ye dil kuch

Aik pakeeza mohabbat ke talabgar thay hum umaar azma ke dekhte bohut wafadar thay hum

Apni taqdeer mai to kuch aise he silsilay likhay hain kisi ne bhool kar dost bana liya to koi dost

Dushmano se mohabbat hone lagi mujhko jaise jaisay apno ko azmaate chalay gaaye

Hum tujh par apni jaan tak luta denge to humse ham jaisi mohabbat to karke dekh

Humdardiyaan khuloos dilasay tasaliyaan dil tootne ke baad tamashay bohut howay

Kehte thay aik pal na jiange tere baghair hum dono reh gaye hain wo waada nahi raha

Khud par beeti to rote ho sisakte ho zaid wo jo humne kiya tha kya wo ishq nahi tha

Kisi din haath dho bethogay humse tumhe bohut shoaq hai be rukhi ka

Mai to reh longi tujse bicharr kar tanha bhi bas dil ka sochti hoon dadkna na chod de

Mere mizaaj ka is mai koi qasoor nahi tere salook ne lehja badal diya hai mera

Meri awaaz akaili he palat ke ayi jab musibaat mai yaar pukara mai ne

Mujhse shikway to aisay karte ho jaise mai he naseeb likhta hoon

Na usne poch kar chorra na mai ne chorrte socha usay aadat ganwanay ki mujhe bhi shoaq khone ka

Rothi thi jis gharoor se wo bhi to yaad kar ankhoon mai teri aaj ye aanso fazool mai

Tumhara naam kisi ajnabi ke lab pe tha baat zara si thi magar dil pe lagi bohut

Wo heraan hain mere sabar par to kehdo unhain jo aanso daman par nahi girte wo dil ko cheer jaate hain

Wo kya ajeeb shakhs tha ke jiski zaat par jab aitibaar barr gaya to ikhtiyaar na raha

Zubaan to keh nahi sakti tumhain ehsaas to hoga meri ankhoon ko parr lena mujhe tumse mohabbat hai

No comments:

Post a Comment