Saturday 12 March 2016

Alfaaz ke jhote bandhan mai aghraaz ke gehre pardoon mai har shakhs mohabbat karte hai

Ankhain band kar kar chalte hain rah-e-wafa mai log phir kehte hain mohabbat andhi hoti hai

Baith jaate hain dil mai torr kar chale jaate hain be raham bande khuda ka ghar bhi nahi chorrte

Bohut mushkil hai turk-e-ashiqui ka dard sehna bhi buhot dushwaar hai lekin mohabbat karte rehna bhi

Dil-o-jaan se chahne wale barray naseeb se mila karte hain tum ye baat tasleem karoge mere bicharr jane ke baad

Door rehne wale tere liye aik mashwara hai kabhi humara khayal aaye to apna khayal rakhna

Ek lafaz jisay log zindagi kehte hain humne rakha hai dil usi naam se tumhe

Jo baat hum keh nahi sakte usay hum farz karte hain chalo hum farz karte hain humain tumse mohabbat hai

Kaise mohabbat karon bohut ghareeb hoon mai log bikte hain mai khareed nahi sakta

Khushiyaan to kab se roth gayi hain kaash ke ghamon ko bhi kisi ki nazar lag jaaye

Mai ne us se kaha Chorr do ya torr do mujhe unhon ne hans ke gale lagaya aur kaha chorr rahe hain aaj tujhe

Mujhe aaj kal teri mohabbat thori kam kam lagti hai bhula diya hai mujhe ya mil gaya hai koi aur tujhe

poetry in urdu love najane kis ke muqadar mai likhe ho tum magar such to ye hai ke umeedwar hum aaj bhi hain

poetry urdu love neendon ki baghawat se ye nuqsaan howa hai ek shakhs ke khwabon ko tarsti rahi ankhain

Ro ro kar sunaya tha jin ko apna haal-e-dil hans hans kar meri wafa ki wo toheen kar gaya

Saans tham jaati hai par jaan nahi jaati dard hota hai par awaz nahi aati ajeeb log hain

Tere khwaboon ka bhi hai shoq teri yadoon mai be hai maza samaj nahi ata so kar tera deedar karon ya jaag kar tujhe yaad karon

Tujh ko sochon to aisa lagta hai jaise khushbo mai rang milte hain jaise sehra mai aag lagti hai

Tum to apne thay zara haath to badaya hota ghair bhi doobne walay ko bacha lete hain

Nahi hota to chorr de usay ishq koi baat nahi jo har kisi ke bas mai ho

No comments:

Post a Comment