Monday 14 March 2016

sad urdu ghazals Mohabbat jisko hasil ho muqadar ka sikandar wo mohabbat rab ki janib se haseen soghaat hoti hai

new urdu poetry A raat tum to aghosh-e-mohabbat mai so jaya karo humari to aadat hai sitaron ki rakhwaali karna

Ab to hasrat nahi rahi kisi se wafa paane ki dil is qadar toota hai ke ab tanhai achi lagti hai

Ahuri batain jo kar gaye ho mere he dil mai utar gaye ho tumhe to ho jo humare dil ki hadoon ko

Aik din le kar rahonga jaan teri ishq roz deta dhamkiyaan mujhe

Dekhay hain humne hungame mohabbat ke aghaaz bhi ruswayi anjaam be ruswaai

Dil bohut he pareshaan hai kabhi milne ko ajaiye kab samjhta hai nadaan hai kabhi milnay aa jaayie

Dil mai mataam ankh mai aansoo karwaton par zoor raat ko teri yaad ne intiha kar di

Firdos-e-janat mai laakh horoon ka tasawar sahi mai ek shakhs ke ishq se niklon to wahan tak sochon

Hum qismat ki lakeeron se tumko chura lete ek baar mere hone ka daava to kiya hota

Humne soch rakha hai chahe dil ki har khwaish zindagi ki ankhon se ashk ban ke beh jaaye ghar ki saari dewarain

Ishq ka samandar bhi kya khoob samandar jo doob gaya wo aashiq jo bach gaya wo dewaana

Jo zara kisi ne cherra to chalak padenge aansoo koi mujhse yun na poche tera dil udaas kyun hai

Kuch khaas nahi bas itni si hai dastaan-e-mohabbat meri har raat ka akhiri khayal har subah ki pehli soch ho tum

Likhna mere mazaar ke katbe pe ye haroof marhoom zindagi ki hirasat mai mar gaya

Mai ne samadar se seekha hai jeene ka saleeqa chup chaap se behna apni moaj mai rehna

Mai sab qadrain luta deti wo aitibaar karta to haan mai sub kuch ganwa deti gar wo pyaar karta to

Malom bhi hai ke ye mumkin he nahi magar ek aas si rehti hai ke tum yaad karogay

Manzilon ka gham karne se manzilain nahi milti hosle bhi toot jaate hain aksar udaas rehne se

No comments:

Post a Comment