Friday, 10 May 2013

Love sms in hindi 120 character for girlfriend


Here is a collection of Love sms in Hindi for Girlfriend. i added 10 messages in thsi post all the messages are very cute must read if you enjoy these messages please forward to your friends on Facebook, Twitter, Googel plus and Stumble upon.

Love sms in Hindi for Girlfriend 120 Character.

  • Dil ki choton nay kabhi chain say rehne na diya,
    Jub chali sard hava main ne tujhe yaad kiya,
    Is ka rona nahi kiyo tum nay kiya hai barbaad,
    Is ka ghum hai ke bahot dair ae barbaad kiya
  • Yaad rakhne ke liye koi cheeez chahiye,
    Aaap nahi to Aap ki tasveer chaahiye ,
    Per Aapk i tasveer hamare dil behla na sake gi
    kiyun ke wo Tumhaari tahra muskara na sake gi
  • Kuch ajeeb fasalo ka janam ho raha hy,
    Naseeb mera jaag ker bhi so raha hy
    Kese keh dun toota dil dhadakta nahi
    Jub ke Aaaj dil ka her tukda ro raha hai .
  • Meri deewaangi ki koi had nahi,
    teri soorat kay siwa kuch yaad nahi,
    mein hun phool tere gulshan ka
    tere siwa mujh pay kisi ka haq nahi…
  • Ab woh munzir na woh ceahray hi nazar Aaatye hein
    Mujh ko maloom na tha khawaab bhi mit jatay hein
    Jaane kis hal mein hum hein ke humein dekh ke sub
    Ek pul ke liye rukte hein guzar jaaty hein,..
  • Koi itna chaahe tumhe to bataana,
    Koi itna palko pay bithaye to bataana,
    Pyaar ker to le ga har koi,
    Per koi meri tarah nibhaaye to batana…
  • Subah jub bhi nikhaar dekna,
    Shaam jub bhi bahar dekna,
    Raat ko tanhaai mein Tare jub b har baar dekna
    Pyaar ko sada Aabaad rakna
    Pyaar ko Eid ke lamhon mein yaad rakna.
  • Aaap ki hansi bahot pyaari lagti hy,
    Aaap ki her khushi hamain hamaari lagti hy,
    kabhi door na karna khud say humein,
    Aaapki dosti humain jaan say bhi pyaaari lagti hai…
  • Sooraj ki kirne, taaron ki bahaar.
    Chaand ki chaandni, Aapno ka pyaar.
    Her ghadi ho khushaal.
    ussi tarhan Mubarak ho Aaapko Eid ka yeh tyohaaar!
  • Aap kay Honto Per Sada Khilta Ghulaab Rahe,
    Khuda Na Kare Aaap Kabhi Udaas Rahe,
    Hum Aap ke Pas Chaahe Rahen Na Rahen,

No comments:

Post a Comment